Yahan Wahan Lyrics - Shaadi Ke Side Effects (2014)

Song : Yahan WahanSinger : Farhan AkhtarMusic : PritamLyrics : Swanand Kirkire

Yahan Wahan Lyrics :


Kal ko bhoolo na, kal to bita re
Sooni chaukhat pe, dekho aaj baitha re
Kal ko bhoolo na, kal to bita re
Sooni chaukhat pe, dekho aaj baitha re

Yahan - Wahan, Yahan - Wahan
Phirta main jahaan tahaan, kahaan kahaan
Hui jo hai khata khata khata khata
Yaara hamein maaf kar do na

Yahan - Wahan, Yahan - Wahan
Phirta main jahaan tahaan, kahaan kahaan
Hui jo hai khata khata khata khata
Yaara hamein maaf kar do na

Kashti hoon main woh tanha, dhoonde jo sahil
Tere dil ka woh kona, hai meri manzil (x2)

Maana ke tu hai na badi khafa
Main bhi zara doon yeh tujhe bata
Tere bin din ghuzar jaaye, shaam dhal jaaye
Raat beete na...

Yahaan wahaan, Yahan - Wahan
Phirta main jahaan tahaan, kahaan kahaan
Hui jo hai khata khata khata khata
Yaara hamein maaf kar do na

Mujhko itna sukun hai, sach main kehta hu
Gusse mein hi sahi, tere dil mein rehta hu (x2)

Maangoon bas main to yehi dua
Dard ki de mujhe koi dawa
Tere bin kaise samjhaaye, chain na aaye
Dil yeh maane na..

Yahan - Wahan, Yahan - Wahan
Phirta main jahaan tahaan, kahaan kahaan
Hui jo hai khata khata khata khata
Yaara hamein maaf kar do na

Yahan - Wahan, yahaan wahaan
Phirta main jahaan tahaan, kahaan kahaan
Hui jo hai khata khata khata khata
Yaara hamein maaf kar do na

Previous
Next Post »